Mahira Sayed namm
Ki ek khubsurat ladki jo apne career ki shuruat mein thi
Ek bht hi honhar doctor Mahira ek cardiologist thi jo bht hi zayada khubsurat aur kabil thi ek roz apni saheli aayra ki shadi mein gayi thi
Usse dekh k asia lag raha tha mano wahi dulhan ho safed rang ka sharara uske khule
Baal usse ek behad khubsurat andaz de rahe the...
Raat k kareb do baje sikandar jo ek jin tha
Balki wo jinno ka sardar tha wo apne aap ko
Bht bura banana chahta tha uski
Zindagi bht bekar thi sab k saath hote hove bhi vo akela tha woo kabristan k thoda dur ek
Ped k niche baitha tha...!!!!!
Tabhi Mahira ki gadi ussi ped k niche band ho gayi Mahira ne sikandar ko dekha aur usse wo pehli Nazar me pasand aa gaya
