Cherreads

Chapter 1 - chapter-1

Main ek ladki hu 16 saal ki jo ek chota se city main rahti ha uttarpradesh ki maina bachpan se hi bhot struggle dakha hai apna ghr ma phela mummy papa ma bhot ladayi hoti thi kyuki papa roj drink krta tha or vo apni bhaiya bhabhi ki sunta tha mummy ki ni sunta tha isliye Hamra ghr ma roj kalesh rahta tha meri ek choti bhn bhi hai or Hamra ghr ma sirf papa ka bhaiya bhabhi ki wajah se kalesh rahta tha or to or papa ne apna hissa ki property bhi apna bhabhi ki naam krdi thi or unki bhabhi ne unki shadi bhi late karayi thi taki papa ki kamayi kha saka or jab papa ki shadi Hui kamayi to tab bhi kha rhi thi or unka hissa bhi hadap par baith gyi or jab bhi papa mummy unsa apna hissa ki baat krta to vo ladai karna par ajata tha or bolta tha ki ye sab meri kamayi ha isa kuch ni milaga meri mummy se kam karata rahta tha har time kitchen ma rahti thi mummy kyuki inka ghr mehman bhot aata tha to sara din chai banana ma nikal jata tha or mummy ko aram krna ko ni milta tha mummy ka kam ma nuks niklna sabji ma oil jayda hogya ye kam hogya vo jayda hogya or unka bacha bhi mummy ka sath acha se ni rahta tha mummy ko nukrani ki tarah treat krta tha sab jab mera Nana ki death Hui tab mummy ko bheja ni mera Nana last time ma bhi mummy ka baara ma puchta rahe but inlogo ne mummy ko ni bheja....ek din mummy ko gao ma rakhta tha or ek din shar ma jab mummy gao jati thi to unka picha unka room ki chan bin krta tha jo bhi mummy ne pasie save krka rakha hota tha sab nikal kar le jata tha ye to adha hi kissa ha meri life ka abhii bhot baki ha aage jaana ka liya waitt kra chapter 2

ka

More Chapters