Cherreads

Divya prem ki dasta.

Sufiyan_Malik_7192
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
71
Views
Synopsis
immortal world Se aaya mortial world me or bana raja
VIEW MORE

Chapter 1 - immortal world to mortal !

Mare aatma ki takat khatam hoo rahee hai !

Mugha kisi shareer ka andar jaana hoga warna mai mar jaunga !

Mai sufiyan 10 saal se Tapasya kar raha huu immortal world me . Ab ma bas 2 din ma amar banna wala tha . Mare shaktiya sabse upper the immortal world mee . Magar immortal world ka sabhee guru na jalan ke karan mughpe hamla kar diya , or sabne mil kar mugha maar diya . Unka kahna tha ki humsa takatwar or koi nahee .

Mare andar bahut saktiya the isliya ma apnee jaan bachaka dusree dunya ma aagya . Mortial world. Mai yaha 1 sharabi , bigral admi ke shreer mai aaya huu giska pass kuch nahee hai or Jo kal Marne wala tha .

Us insaan ka shareer bahut hee kamzor tha isliye mane apne energy se ussa takatvar banaya.

Mane pure raat abhyas kya or mare abhyas ki wagha se pure dharti kap uthee.

Lakin subha hua kuch ajeeb .

Mai apne gar gya tho mane dekha ki mare shaddi ho chuki the or mare biwi (amma) bahut khoobsurat or bahut hee komal the lakin wo mare pass aane se dar rahe the , mai samagh nahee paya ki kya ho raha hai . Tho mane apne divya shakti se pata lagaya ki iska pati ise rooz marta tha .

Amma bina kuch bole andar chalee gye or chup chap 1 katoree soup 🍲 , laker aaye mane peena se Mana Kiya or Amma se kaha ki tum pee lo . Yah Sun kar amma hakka bakka rahee gye or bole ki mughse koi galti hoo gye hai kya ??

Mane kaha nahee maan nahee hai tum pee lo .

Jasa hee amma na soup peeya , tho uska ander se ajeeb se chamak nikal rahee the .

Mane apne shaktio se pata lagana ka socha lakin ma na karsaka kyu ki mare shaktiya kam ho chuki the , amma na soup pee ne ka baad mughse kaha ki m sone jaa rahee huu , mana kaha theek hai .

Or fir ma abhayas Krna baith gya subha hote hote ma samagh gya ki amma ka pass 1 selistial body hai joo kaval bura brakman mai 2 hee hai , 1 mare maa ka pass the or 1 amma ka pass hai.

Amma bahut khass hai lakin usa apne taqat ka andaza nahee hai .

Mai cahai amar hee kyu na hoo gau lakin amma ko nahee hara sakta huu.

Ab mugha hee amma ka dhiyan rakhna hoga. Sabse pehle mujhe amma ka shareer ko energy se barna hoga , uska liya tarhaa tarhaa ki samagri ki zarurat hai lakin mare pass paise nahee hai .

Agli subha , ma paisa kamana ka liya casino pauncha, waha sab log mugha dekh kar kahna lagaki ajj dobara haar ne aagya .

Sab ko ignore kar ka mai kasino khel ne chala gya or mare pass 1 lakh rupees tha jo amma na joda tah , mane apne shaktiyo se kasino se 1 crore Jeet liya tha .

Or Jaise hee mai waha se jaana laga tho mugha 5 -6 log pakad kar kahan laga ki tumne cheating kee hai . Mughse paise cheen na laga . Mare liye amma ka ilaj sab se zaruree tha is lye ma waha se gayab ho kar ghar aa gya.

Or apne shaktiyo se amma ka liya dawai bana dee or raat ko amma ko apne pass bulawa or ussa wo dawai da .

Jaise hee amma nai wondawai le tho woo hawa ma udh ne lagi or uska andar se bahut zada pasitive energy nikal rahee the , uska andar se itne roshnee nikal rahee the mano agar koi aam admi hota tho woo andha hoo gata.

Amma mugha se puchne lagi ki mare sath ye kya hoo Raha hai .

Aaga jo hua woo bahut hee unpredictable hai.

Puchne ka baad amma zamin pe gir gye or kahne lagi ki bahut garme lag rahee hai , mai ussa turant bed per le gya or turant amma ne mugha apni taraf kheench liya or apne upper leta liya , mare hoot uska hoot se touch ho chuka tha or amma mugha kiss 💋 karti rahee kyu ki woo nashe ma thee , or mai uski khoobsurati ka nasha mai tha mai bhee ussa kiss karna laga or khud ko rok na paya .

Subha jab ma jaga tho mana dekha ki mare gism per 1 bhee kapda nahee or amma mare haat per soo rahee the or hum ne chadar odd rakhee the . Mai amma ko pyar se dekh hee raha hota huu tabhee amma uthe or ghabra ka kahne lage ki kal kya hua tha , mai samagh chuka tha ki kal amma ki y halat is liya hui the kyu ki uska shree ma bahut zada energy ho chuki the .

Or kal rat ki wagha se humare beech mid selistial bond ban chuki the matlab agar amma or mai agar sath hai tho huma koi nahee hara sakta hai. Ab amma ka shreer bhee puree tarha se pure ho chuka tha .

Mane apne shaktio ki madad se pata laga lya tha ki amma ka pat ma mara baccha pal raha hai . Lakin.....

Next part comming soon 🔜