Cherreads

Meri zindagi ki galtiyan

Piyush_Kumar_2297
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
114
Views
VIEW MORE

Chapter 1 - meri zindagi ki galtiyan

Jab mai 16 saal ka tha tab mujhe ekk ladki se mohabbat ho gya or wo ladki mere ghar ke pass me he rahti thi jisse hmm dono ko milne me Koi pareshani nahin Hoti thi aur main kabhi kabhi uske ghar bhi Jaya Karta tha uski Maa Ko lagta ki main uske ghar padhaai ke mamle mein a raha hun but dhire dhire din bitta gaya or mai usse bahut pyaar karne laga or wo bhe mere se bahut pyaar karne lagi lekin dhire dhire uske maa ko sakk hone laga ki Mai uski beti se bahut pyaar karta huu or uska chota chota do bhai tha jisko lagne laga ki Mai uski bahen se bahut he jyada pyaar karta huu lekin pyaar me romance hone ke baad usko mere se bahut he jyada mohabbat ho gya or wo sochne lagi ki Mai usse kabhi chor na duu or mai kabhi kabhi sochta ki kahi wo mujhe dhoka na de de toh mai kya karunga phir mera exam nagdik aa gya or mujhe har baat waqt ussi ke yaad me khoya rahta huu or mujhe padhai me mann nhi lag rha tha kyuki Mai usse se bahut He jayad pyaar jo karta tha or mere se pyar karne ke sath padhaai ke bhi mamle mein vah mujhe sikhati thi ki pahle padhaai FIR ham ya mohabbat lekin main sab kuch chhodkar main use ke piche pada rahata tha kaise ho aise करते-करते mere se kam baat karne lage jisse main padhaai kar sakun kyunki board ka exam bahut hi achcha Mana jata hai Kisi bhi vyakti agar vote ka samachar aata hai to usko aage padhne mein achcha lagta hai ya FIR padhne mein man lagta hai isliye mujhe anytime padhne ke mamle mein mujhe sikhati thi ki pahle padhaai FIR ham Main sochta hai ki agar Main padhaai karunga toh kahi wo mujhe chor na dee Main har waqt usi ke bare mein sochne Laga uske bad usne mujhe bola ki main aapse pyar nahin karti aur vah mujhe chhodane ka dhamki dene Lage aur Main uske Mohabbat karne ke bavjud mujhse bahut Rone Laga so jana a Gaya karo mujhe chhod degi to Main Kya karunga hamara to pura jindagi barbad Ho Gaya FIR main socha ki aaj se main apna skill banaunga apna Main padhunga aur Main use kuchh Na kuchh bannn kar dikhaunga to fir Maine ek exam ka tayari karne laga or maine wah exam nikalne ka soch liya phir tha he kya maine aasani se scholarship exam nikal liya jiske bad mein use do char mahine bad dekhta toh main usko ignore kar deta tha phir wo mujhe baat karne lagi or maine socha ko ki galtiyan insaan se he hota hai phir maine socha ko lahk main usse itna din baat nahin kiya to mujhe ladki kahin mujhe bhul Gai hogi Main usko agar dekhta bhignore kar deta ki Shayad mujhe bhul Gai ho dhire dhire din bita Gaya aur FIR Mera board nagdik najdeek aaya FIR Maine usme bhe aacha khasa padhai kiya tha exam tha to maine apne board ka exam mein apna design lagakar koshish karne Laga lekin mera math bahut hi kamjor tha to maine math per adhik Dhyan dene laga aur SST per kyunki Maine socha ki mujhse kam se kam 450 number lana hai jiske liye mujhe kafi din karke padhaai karna padega to maine din baten karke Maine padhaai karna usko Kar Diya uske bad jab Maine jab Main padhne Laga to mere Ghar mein kuchh kam ek kam ke Karan Main nahin pata tha to Maine socha ki Main ek library join kar leta Hun lekin iske liye mere Kar Diya mana kar rahe the fir bhi Maine Jor jabardasti Kiya ji nahin Mane to maine apne Nana Ji Se bola Mama Ji ko bola ki mujhe padhaai karna hai mujhe bolane laga ki agar vahan jaega dusri mobile per chalayega aur padhaai nahin Karega ho bhe padhega mere aakh ke samne padhega fir bhi Main jabardasti library join kar liya lekin mere papa nhi mane or mai phir bhe library join kar liya aur Main 12-12 ghante padhne Laga jisse mujhe aur shuru se padhna padta tha FIR Maine har nahin mara aur Maine shuru se padhte Raha FIR धीरे-धीरे din bita Gaya aur Main padhte Raha coaching mein Main har din rank 1 mein aate raha jisse mujhe sabhi teacher Se achcha gana pahchan Ho Gaya aur mujhe har EK teacher topper ke naam se jaane Lage aur Main bhi bahut khush tha ki main padhne mein bahut hi achcha hun aur Main aurat aisi padhne Laga धीरे-धीरे din bita Gaya aur FIR Maine ek form bhara scholarship form Maine FIR ek schoolon se exam nikala aur Main Jahan rahata tha vahan ke sabhi log dekhne Lage yah ladka pahle kuchh nahin padhta tha aur aaj itna kaise padh raha hai to yah exam Nikal Raha Hai aur FIR vah ladki Meri jindagi mein bhi aane ki koshish ki lekin mujhe Thoda Sa bhi Mar nahin tha ki main use dobara Mohabbat karu lekin Maine socha ki koi baat nahin Insan se galti hota hai to maine use ek bar maaf karke Maine use FIR Se pyar karna shuru kar diya FIR धीरे-धीरे pyar badhta Gaya baat badhta Gaya aur FIR Mera exam najdeek aaya to fir usne Mera exam kharab karvane ka koshish ki jisne matric mein achcha number nahin la paaun lekin fir bhi Main jaanta tha ki vah Aisa Dhyan se kar rahi hai FIR Maine aur man se padhne Laga FIR धीरे-धीरे din bitta gya aur mera exam a Gaya maine bahut hi man Se apna exam Diya bahut hi acche se Diya lekin mujhe pahla din mujhe bahut hi dar laga ki kya hoga nahin hoga aur main aap log Bata do ki Main first din mein Rona a gaya tha ki aaj kya hoga nahin Hoga lekin Maine question dekha to Maine question dekha to bahut hi aasan tha aur jo maine socha ki maine to offline aur online donon Se padhaai Kiya to mujhe Darna Hi kyu ho nahin padta hai usko na dar lagta hai Maine toh har ekk chapter padh rakha hai to mujhe Darna he kyu aur Maine har ki Jaan bahut hi acche se Diya aur main aap log Bata do ki math ka exam main time ka pata nahin chalta ISI Karan mujhe 3 number math mein chhut Gaya fir bhi main bahut hi Khush tha ki mujhe sabse achcha number aaega kyunki Main tension nahin Lena chahta tha ki agar ek exam ka tension lunga tumhare exam kharab Chala jaega aur Maine 5 exam bahut hi acche se Diya aur English ke exam mein Maine Jo last mein padha Maine vah likha aur Jo nahin objective bata raha tha maine use Apne Man Se Jo Mera Man Kiya Maine vah Laga Diya ki 500 me se 450 number to aa he jayenge or maine utna he number soch kar rakha huaa tha or mera utna number aa rha tha FIR main bahut hi khush hua ki mera 450 number aa jaega Ram ke bad kuchh nahin baat hua uske bad FIR Holi a Gaya aur Main usse pahle Hi Bata diya tha ki main use rang lagaunga jiske Karan Maine use rang lagane ke liye Gaya to maine rang Laga Hi Raha tha to uski man Ne dekh liya to mere per shak karne lage aur uski Man Ko pahle Se Hi sab tha ki main uski beti Se pyar Karta Hun FIR uski man Ne is baat ka bahut hi baat Ko badhaya aur main bahut hi tension mein pad Gaya ki ab kya hoga lekin mujhe laga ki meri girlfriend kuchh faltu baat nahin bolegi lekin hua iska ulta usne mujhe ko hi fansa Diya aur usne bola ki Main usko jabardasti rang lagaya hun FIR tha hi kya aap log ko to maloom Hai ki jamana Se jyada a Raha Hai ki galti rahata Hai ladkiyon ka lekin Badnaam Ho jata Hai ladka FIR Maine soch Liya ki aaj ke bad usse baat nahin karna lekin uski man bahut hi Ganda Ganda Gali de raha tha fir bhi Maine kuchh nahin bola aur usko Jo nahin bolane ka wo boli aur FIR yah baat jab use poochha Gaya to maine ek hi baat bola ki sirf Maine rang lagaya tha aur maine kaha ki rang lagane Se Kya He Ho Gaya aur yah baat bahut hi badh gaya aur FIR Maine socha tu har ladki ke din mere per Marti thi aaj vah mujhe koi fasa De FIR mujhe samajh mein aaya Kisi bhi ladki per Bharosa karna bahut hi bekar hota Hai Maine socha tha ki vah Mera har samay Sath de diya karo Main kahin mujhse baat bhi rahunga fir bhi Sath denge Lekin lekin hua iska ulta vah mere ko fansa de aur apne Bach gai FIR Main bhi Koi baat nahin galti Insan Se Hi hota Hai FIR Maine soch Liya ki aaj ke bad kisi se bhi baat nahin karunga uske ghar mein kisi se bhi baat nahin karunga main uske ghar mein kaise Sahi baat karna nahin chahta tha ki mera manushya use ladki se Tut Gaya maine apne kam se mat lagana shuru kar diya aur main uske bad mein kabhi bhi usse baat nahin kiya isliye last mein main aap logon ko bolna chahunga ki kabhi bhi is ladki Se pyar nahin Karen kripya apna skill banaya aur apne padhaai per Dhyan den Kya ek din apne aap bus kar do dusre ko fasa deti Hai Thankyou 🙏