Cherreads

The movement of meeting you

kaur_deep
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
132
Views
VIEW MORE

Chapter 1 - Meeting you again

Ya kahni hai ek 27 saal ki ladki kii. Jis ka naam Sara hai.Jo apni zindgi khusi se jee rahi thi . Jis ka pass payar karna wala parents tha ek chota 22 saal ka payar sa bhai tha aur 2 jaan dane wali dost hai . Joo ki Zoya ek artist hai aur dusre Niya jo ki ek co-operate company ma management level par kaam karti hai .....

Aur Sara ek law firm ma kaam karti hai .Jiska abhi abhi promotion hua jissa uspa kaam ki responsibility bhi baad chuki hai . Ajj ka din bhi uska roj ka din jasa hi tha . Vo subha 5 bheja uthati hai apna work out karti hai 8 bheja apna breakfast karti hai aur office ka liya nikal jati hai.....

Office ma pochta hi vo lift se apna room maa jati hai hai . Sara abhi ek divorce case pa kaam kar rahi hoti hai . Jisma ma Mrs.Shen apna cheated husband se divorce lana chati hai aur property distribution ka case file kiya hota hai .....

Sara ki secretary Tina usa btati hai ki Mrs. Shen office ma ayi Hui hai aur tamasha kar rahi hai . Sara meeting room ma jati hai tabhi Mrs. Shen us par badal jati hai ki abhi taak uska case ki court ma appeal ku nahi Dali hai. Tabhi Tina unha sannt karti hai . Tab Sara unha samjati hai kee voo unka husband ka kilaf profe jama kar rahi thi jisa unkaa harna ka koi chance na ho . Sara unha samja kar ghar jana bhej deti hai ....

Unka jana ka baad Sara apni secretary se case ki court ma appeal ka order deti hai .

Tabhi uski dost Niya ka phone aa jata hai voo uska baat karti hai aur fer apna kaam ma lagg jati hai..

Raat ho jati hai aur office ka saraa employees ghar ja chuta tha . Par Sara late night taak apna kaam kar ka ghar jati hai . Sara din bhar kaam kar ka thak chuki thi to vo shower la ka soo jati hai . Sara gahri nind ma thi aur usa ek ajeeb se sapna aata hai jis voo nid se uthna chati thi lakin uth nahi paa raki thi . Spna ki veja se uska pura face pasena se bigg chuka tha ...