Cherreads

Chapter 1 - kisie ka na ho saka

Insan jab tak zindagi ma galtyia nahi Karta tab tak vo khud ko nahi samj pata ki uska ander kya kya kamiya hoti ha mara sath kuch asa hi hua.

Ma just apni life ka bara ma nahi balki har ladka ki khani batana chahta hu.

Har ladka apni pasend ki ak ladki ko sab kuch da datta ha par ladki uski ahmiyat nahi samzti mara sath kuch asa hi hua ha .

Ma insan hu to har bar nakambiya hua hu mana just apni life ma ak ladki sa sacha pyarr kiya tha usa khana par sab kuch karta tha par zindagi ko kuch or chya tha .🥺

Hamsa ham ladka hi dhoka khata ha mana usko itna pyarr kiya tha ki vo kisis or ki traf nahi daka mara alava uska ak khana ma day ho ya night ma kuch nahi dakha karta tha usa milna kayi kayi kilometer chala jata tha sirf uski ek smile dakna ka liya mana usa aj tak usa acha sa touch bi nahi kiya shyd ma usa kuch jada hi pyarrr karta tha .

Par zindagi ko kuch or hi manzor tha

Har bar ma gitra or sambhalta

Shyd ma uska layak nahi tha vo marko promise Karti thi ma uska har promise ko apni sa jada Manta tha uska har khana par ma sab kuch kar diya karta tha .

Par vo insan mara na ho saka mana usko har time diya har kuch diya par usna marko kabhi apna nahi mana vo sirf marko khati rahti thi tum marko time nahi datta or ma jo har time usko yadd karta tha uska alava kisis ko ko dakkat tak nahi tha mana usko sab kuch Mann liya tha par usna marko kuch nahi samja .

Ma agar galti bi karta to usko harzo barr sorry bolta taki usko kho na du par vo choti si batt ka issue itna bade create kar datte thi ki har ladka gussa kara ya ego kara a chala jatta par ma vasa nahi tha ma kabhi asa nahi kiya ma har time uska samna zhuka rahta tha ma ya sochta tha marko zurat sa zada mil gya ha or ma us insaan ko khona nahi chta tha par vo mujko apna nahi manti thi usko bas ladna ka liya bhana chya hota tha or ma pgl tha jo uska samna jhuka rahta tha

Chya mara realtion 3 month ka tha but ma kabhi uska alava kisis ko bata ma nahi socha .

Mano vo mare felling nahi samj sakti thi ma phir bi uska liya apni family tak batt nahi kiya karta tha uska bara ma family ko batya

Even than mumina marko mana kiya batt matt kiya kar ma phir bi usa batt kiya karta tha .

Par usko shyd mara time pass lagta tha sab

Mano ki uska liya mara dil ak toy 🧸 tha

Or phir usna marko mara bura time ma drop out kar dea matlab marko chod diya

Sirf ak batt par usna marko chod diya ki ma life ma kuch nahi ban pau ga

Ma apni life ma chya study kar raha tha par ma har time uska bara ma sochta tha or studybi karna or job bi karna ya sab possible nahi tha .

Phir ma apna realtion ko sambal kar chl raha tha par usko kuch or manjor tha .

Or zindgi ko bi🥲

Marko ratt ko nind tak nahi aya karti thi agar vo mujsa batt nahi kiya karti thi ma sab chod chod kar uska call Kiya karta tha agar vo call nahi uthya karti to thand ma uska ghar ka bhar chala jata tha sare sare ratt vahi rahta

Or ak bar to ma uska gar ka bhar ma chaker aja gir bi gya tha .

Par usko fark nahi pada ma phir bi har nahi mani uska gar ka samna jaya karta tha taki uski ak jakal dak lu mana har jaga sa try Kiya usko contact karna ki par us insaan na marko har jaga sa block kar dea tha agar friend ka phone sa call Kiya to fasa gya

Ak bar mana hurt hoka jab marsa control nahi hua tab mana usko mara friend ka phone sa call kar lea mana kuch bola nahi bas call uthya or sirf uski voice sunui .

Ma vahi par than sa gya mano jasa sab yahi ha mara sukoon us avaj ma tha .

Par us din ka dade sa ma badal gya akala rahna laga ma 7 month uska Bina kata or kisis sa batt nahi karna akala rahna jasa ab mare aadat si hogyi ha friend ka sath raha kar bi usna batt nahi karna ya sab mara ander ak dar ka pada hogya mano jasa ma is duniya ma hu hi nahi marko mara friends mara karta tha marko bolra tha pgl ho gya ha kya usa chaker ma ma nahi mana .

Life na bhout stralgel kiya har thak kar mana yahi life jina start kar dea ab jo bolna hota ha ya to apni personal diary ma likata hu ya yahi try karta hu

Shyd koi or na mara taraha

Bhi bacha raha karo mara to marna ki kagar par hu

👍🏻🥲

More Chapters