malum na tha zindagi kisi hai
malum na tha zindagi kisi hai
jab zindagi ko zindagi mele to malom hawa zindagi esi hai
jahan par sapne dekhana hote hai magar wo kabhi pore nahi hote
hum sab ko izzat dite Hai magar un se zillat lite hai
jahan par hum raham karte hai wahan se hum ko berhami milte hai
Insan to bahut hote hai zindagi mein magar un ki batein dil todne wali hoti hai
aazadi to hoti hai magar aahsas jil wala hota hai
raat to hoti hai par bohot Khaufnak hoti hai
zindagi to jiana hoti hai magar har pal marna hota hai or mar mar kar rahna hi zindagi hoti hai
ya hoti hai zindagi
ab malum hawa zindagi esi hoti hai .
